This write-up is a tribute to legendry urdu poet Late Kanwar Mohinder Singh Bedi "Sahar". A legend who has made exceptional contribution in the field of Urdu Poetry and nurtured the culture of this beautiful town through his writings. A poet being equally loved in both the countries, his mushayras become the symbol of love and peace between India and Pakistan. His writings being sung by many famous singers like Mohd. Rafi, Jagjit Singh and Chitra. Recently Jagjit Singh launched his Gazal album "Forget me not", to mark tribute to this veteran poet of Fazilka. Haryana Urdu Academy constituted Chair to the name of "Kanwar Mohinder Singh Bedi". Grandfather of famous bollywood actress Mandira Bedi and our very own Capt. M.S. Bedi. Sharing some of the couplets from his writings and i hope u would love reading/listening him time and again.
"Daaman Bachaa ke yuun Na Hikaarat se Dekhiye,
Ashkon Ki Aabruu Bhii Sitaaron Se Kam Nahiin hotii"
"चले आ रहे हैं वो ज़ुल्फ़ें बिखेरे,उजाले से लिपटे हुए हैं,
अँधेरे झुकी सी वो उनकी हयाबार, आँखें वो पलकों के साये घनेरे\-घनेरे,
कभी हो तो जाये मेरे घर चराग़ाँ कभी आ तो जाओ अँधेरे\-अँधेरे,
अगर हो सके इनको अपना बना लें ये पुरकैफ़ लम्हे न तेरे न मेरे"
"tum hamaare nahiN tho kya gham hai
hum tumhare tho haiN ye kya kam hai"
"muskuraa do zara khuda ke liye
shamm-e-mehfil meiN roshni kam hai"
"Husn vaalon ka ehthraam karo,
Kuch to duniyaa mein nek kaam karo"
"abhi wo kamsin ubhar raha hai, abhi hai us par shabaab aadha
abhi jigar mein khalish hai aadhi, abhi hay mujh par ithaab aadha"
"Teri berukhi aur teri meharbaani, Yahi maut hai aur yahi zindgaani
Wahi ek fasaana wahi ek kahani, Jawaani jawaani jawaani jawaani"
"In ashkon ko paani kehna, Bhool nahin naadaani hia
Tan-man mein jo aag lagaaye, Ye tho aise paani hai
Kaise tum se iskq hua thaa, Kya kya hum par biti hai
Sunlo tho sachcha afsaana, Warna ek kahaani hai"
"Phool bhare hain daaman daaman, Lekin weeran ghshan gulshan
Akl ki baat karne waale, Kya samjhoge dil ki dhadkan
Kaun kisi ke dukh ka saathi, Apne aansoon apna daaman
Tera daaman chodoon kaise, Meri duniya tera daman"

No comments:
Post a Comment